Samsung mobile me call recording hide kaise kare
Samsung mobile me call recording hide karna thoda muskil hai iske liye aapko apne mobile me third party launcher aur dialer app install karna hoga.
kyoki samsung ke dialer app me call log me recording dikh jati hain. isliye koi bhi dusra dialer app install krna hoga. aur usko default dialer set krna hoga.
aap truecaller aur google ka dialer app use kr sakte hain.
iske. baad aapko menu se recorder app aur filemanager app ko bhi lock krna hoga ya toe hide krna hoga.
kyoki recorder aur file manager app me recording show hoti hain.
iske baad app call setting me jakar recording ON kr de..
( dialer app ki seting bhi dekh le shayad usme kuch bhala ho jaye.)
playstore me bahot sare hidden call recorder hain jo ki kisi kaam ke nahi hain. sirf ads dikhate hai aur recording to hoti hi nahi hain un sabhi app se. is liye playstore se app download krne ke chakker me na pade.
meri trik ka use karo...
aur kuch experiment karo aur comment kr ke batao. agar kuch madad kr sku to...
thankyou for reading...
samsung ke sabhi mobile ke liye upyogi.. samsung m31
Comments
Post a Comment